Best Shayars

Alma Ikwal Shayari Collection

Khudi Ko Kar Buland Itna Ki Har Taqdeer Se Pahle,
Khuda Bande Se Khud Poochhe Bata Teri Raza Kya Hai.
ख़ुदी को कर बुलंद इतना कि हर तक़दीर से पहले,
ख़ुदा बंदे से ख़ुद पूछे बता तेरी रज़ा क्या है।

Sitaron Se Aage Jahaan Aur Bhi Hain,
Abhi Ishq Ke Imthaan Aur Bhi Hain.
सितारों से आगे जहाँ और भी हैं,
अभी इश्क़ के इम्तिहाँ और भी हैं।

माना कि तेरी दीद के क़ाबिल नहीं हूँ मैं,
तू मेरा शौक़ देख मिरा इंतिज़ार देख।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Akhtar Shirani Shayari

Kaanton Se Dil Lagaao Jo Ta-Umr Saath Dein,
Phoolon Ka Kya Jo Saans Ki Garmi Na Seh Sakein.
काँटों से दिल लगाओ जो ता-उम्र साथ दें,
फूलों का क्या जो साँस की गर्मी न सह सकें।

Gham-e-Zamana Ne Majboor Kar Diya Varna,
Ye Aarzoo Thi Ki Bas Teri Aarzoo Karte.
गम-ए-जमाना ने मजबूर कर दिया वर्ना,
ये आरजू थी कि बस तेरी आरजू करते।

Unn Ras Bhari Aankhon Mein Haya Khel Rahi Hai,
Do Zahar Ke Pyaalon Mein Qaza Khel Rahi Hai.
उन रस भरी आँखों में हया खेल रही है,
दो जहर के प्यालों में क़ज़ा खेल रही है।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Daag Dehlvi Shayari Collection

Tere Vaade Par Sitamgar Abhi Aur Sabr Karte,
Agar Apni Zindagi Par Humein Aitbaar Hota.
तेरे वादे पर सितमगर अभी और सब्र करते,
अगर अपनी जिन्दगी पर हमें एतबार होता।

Maut Ko Dosh Dein, Takdeer Ko Royein, Mujhe Kosein,
Mere Qatil Ka Charcha Kyun Hai Mere Sogwaaron Mein.
मौत को दोष दें, तकदीर को रोयें, मुझे कोसें
मेरे कातिल का चर्चा क्यों है मेरे सोगवारों में।

Aur Honge Teri Mehfil Se Ubharne Wale,
Hazrat-e-Daag Jahaan Baith Gaye Baith Gaye.
और होंगे तिरी महफ़िल से उभरने वाले,
हज़रत-ए-दाग़ जहाँ बैठ गए बैठ गए।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Gulzaar Shayari Collection

Dekh Kar Aaina Tasalli Huyi,
Ham Ko Is Ghar Mein Janta Hai Koi.

देख कर आइना तसल्ली हुई,
हम को इस घर में जानता है कोई।

Best Gulzaar Shayari Collection

Shaam Se Aankh Mein Namee Si Hai,
Aaj Phir Aap Ki Kami Si Hai.

शाम से आँख में नमी सी है,
आज फिर आप की कमी सी है।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Dr. Rahat Indori Shayari Collection

Best Shayari Of Dr. Rahat Indori

Bahut Guroor Hai... Dariya Ko Apne Hone Par,
Jo Meri Pyas Se Uljhe To Dhajjiyaan Ud Jaen.

बहुत ग़ुरूर है... दरिया को अपने होने पर,
जो मेरी प्यास से उलझे तो धज्जियाँ उड़ जाएँ।

Main Aakhir Kaun Sa Mausam Tumhare Naam Kar Deta,
Yahan Har Ek Mausam Ko Guzar Jane Ki Jaldi Thi.

मैं आख़िर कौन सा मौसम तुम्हारे नाम कर देता,
यहाँ हर एक मौसम को गुज़र जाने की जल्दी थी।

[ Read more Shayari → ]