Husn Benaqab Ho Gaya

Advertisement

Rukh Se Parda Hata To, Husn Benaqab Ho Gaya,
Unse Mili Nazar To, Dil Bekarar Ho Gaya.

रुख से पर्दा हटा तो, हुस्न बेनकाब हो गया,
उनसे मिली नज़र तो, दिल बेकरार हो गया।

Wo Mujhse Roz Kahti Thi Mujhe Tum Chand La Kar Do,
Use Ek Aaina De Kar Akela Chhod Aaya Hoon.

वो मुझसे रोज़ कहती थी मुझे तुम चाँद ला कर दो,
उसे एक आईना दे कर अकेला छोड़ आया हूँ।

Teri Soorat Dekhkar Hazaron Ne Dil Hare Hain,
Kaun Kahta Hai Tasveeren Jua Nahin Khelti.

Advertisement

तेरी सूरत देखकर हजारों ने दिल हारे हैं,
कौन कहता है तस्वीरें जुआ नहीं खेलती।

Barsaat Ka Baadal To Deewana Hai Kya Jaane,
Kis Raah Se Bachna Hai Kis Chhat Ko Bhigona Hai.

बरसात का बादल तो दीवाना है क्या जाने,
किस राह से बचना है किस छत को भिगोना है।

Jo Nigaah-E-Naaz Ka Bismil Nahin Hai,
Wo Dil Nahin Hai, Dil Nahin Hai, Dil Nahin Hai.

जो निगाह-ए-नाज़ का बिस्मिल नहीं है,
वो दिल नहीं है, दिल नहीं है, दिल नहीं है।

Advertisement
Advertisement