Dooriyaan Banakar To Dekho

Advertisement

Mujhse Dooriyaan Banakar To Dekho,
Phir Pata Chalega Kitna Nazdeek Hoon Main.

मुझसे दूरियाँ बनाकर तो देखो,
फिर पता चलेगा कितना नज़दीक हूँ मैं।

Dooriyan Banakar To Dekho - Dooriyan Shayari

Dooriyan Badhi To Dil Se Bhi Door Jane Lage,
Ab To Vo Haal-E-Dil Batane Mein Bhi Katrane Lage .

दूरियाँ बढ़ी तो दिल से भी दूर जाने लगे,
अब तो वो हाल-ए-दिल बताने में भी कतराने लगे ।

Itni Dooriyaan Na Badhao Thoda Sa Yaad Hi Kar Liya Karo,
Kahin Aisa Na Ho Ki Tum-Bin Jeene Ki Aadat Si Ho Jaye.

Advertisement

इतनी दूरियाँ ना बढ़ाओ थोड़ा सा याद ही कर लिया करो,
कहीं ऐसा ना हो कि तुम-बिन जीने की आदत सी हो जाए।

Kaun Kahta Hai Ki Dooriyan, Milon Mein Napi Jati Hain,
Kabhi Khud Se Milne Mein Bhi Umr Guzar Jati Hai.

कौन कहता है कि दूरियाँ, मिलों में नापी जाती हैं,
कभी खुद से मिलने में भी उम्र गुज़र जाती है।

Kaise Banaoon Teri Yaadon Se Dooriyaan
Do Kadam Jakar Sau Kadam Laut Aati Hoon.

कैसे बनाऊँ तेरी यादों से दूरियाँ
दो कदम जाकर सौ कदम लौट आती हूँ।

Kabhi Kabhi Mitate Nahi, Chand Lamhon Ke Fansle,
Ehsaas Agar Jinda Ho, Mit Jaati Hain Dooriyaan.

कभी कभी मिटते नही, चंद लम्हों के फांसले,
एहसास अगर जिन्दा हो, मिट जाती हैं दूरियाँ।

Advertisement
Advertisement