Mirza Ghalib Shayari Collection

Advertisement

Ham Ko Maloom Hai Jannat Ki Haqeeqat Lekin,
Dil Ke Khush Rakhane Ko Ghalib Ye Khayal Achchha Hai.

हम को मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन,
दिल के ख़ुश रखने को 'ग़ालिब' ये ख़याल अच्छा है।

Mirza Ghalib Best Shayaris

Hui Muddat Ki Ghalib Mar Gaya Par Yaad Aata Hai,
Wo Har Ik Baat Par Kahna Ki Yoon Hota To Kya Hota.

हुई मुद्दत कि 'ग़ालिब' मर गया पर याद आता है,
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता।

Unke Dekhen Se Jo Aa Jati Hai Munh Par Raunaq,
Wo Samajhte Hain Ki Beemaar Ka Haal Achchha Hai.

उनके देखने से जो आ जाती है मुँह पर रौनक़,
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है।

Ishrat-E-Qatara Hai Dariya Mein Fana Ho Jaana,
Dard Ka Had Se Guzarana Hai Dava Ho Jaana.

Advertisement

इशरत-ए-क़तरा है दरिया में फ़ना हो जाना,
दर्द का हद से गुज़रना है दवा हो जाना।

Hazaron Khwahishen Aisi Ki Har Khwahish Par Dam Nikle,
Bahut Nikle Mere Armaan Lekin Phir Bhi Kam Nikle.

हज़ारों ख़्वाहिशें ऐसी कि हर ख़्वाहिश पर दम निकले,
बहुत निकले मेरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले।

Hain Aur Bhi Duniya Mein Shayar Bahut Achchhe,
Kahte Hain Ki Ghalib Ka Hai Andaz-E-Bayaan Aur.

हैं और भी दुनिया में शायर बहुत अच्छे,
कहते हैं कि 'ग़ालिब' का है अंदाज़-ए-बयाँ और।

Aah Ko Chahiye Ik Umr Asar Hote Tak,
Kaun Jeeta Hai Tiri Zulf Ke Sar Hote Tak.

आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक,
कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक।

Wo Aaye Ghar Mein Hamare, Khuda Ki Qudrat Hain,
Kabhi Ham Unko, Kabhi Apne Ghar Ko Dekhte Hain.

वो आए घर में हमारे, खुदा की क़ुदरत हैं,
कभी हम उनको, कभी अपने घर को देखते हैं।

Advertisement
Advertisement