Deedar Ki Talab

Advertisement

Deedar Ki Talab Ho To Najren Jamaye Rakhna,
KyuKi Nakab Ho Ya Naseeb Sarakta Jaroor Hai.

दीदार की तलब हो तो नजरें जमाये रखना,
क्योंकि 'नकाब' हो या 'नसीब' सरकता जरूर है।

Koi Muqadama Hi Kar Do Hamare Sanam Par,
Kam Se Kam Har Peshi Par Deedar To Ho Jayega.

कोई मुक़दमा ही कर दो हमारे सनम पर,
कम से कम हर पेशी पर दीदार तो हो जायेगा।

Tumhara Deedar Aur Wo Bhi Aankho Mein Aankhe Dalkar,
Suno Ye Kashish Kalam Se Bayan Karna Mere Bas Ki Baat Nahi.

Advertisement

तुम्हारा दीदार और वो भी आंखो में आंखे डालकर,
सुनो ये कशिश कलम से बयान करना मेरे बस की बात नही।

Baith Kar Shahil Par Mera Deedaar Na Karna,
Mujhko Samjhna Hai To Samandar Mein Utar Ke Dekh.

बैठ कर शाहिल पर मेरा दीदार ना करना,
मुझको समझना है तो समन्दर में उतर के देख।

Dil Ne Aaj Phir Tere Deedaar Ki Khwahish Rakhi Hai,
Agar Fursat Mile To Khwabon Me Aa Jaana.

दिल ने आज फिर तेरे दीदार की ख्वाहिश रखी है,
अगर फुरसत मिले तो ख्वाबों मे आ जाना।

Advertisement
Advertisement