Khamoshi Kuchh Kehti Hai

Advertisement

Khamoshi Bahut Kuchh Kehti Hai,
Kaan Lagakar Nahin, Dil Lagakar Suno.
खामोशी बहुत कुछ कहती है,
कान लगाकर नहीं, दिल लगाकर सुनो।

Khamoshi Chhupaati Hai Aib Aur Hunar Donon,
Shakhsiyat Ka Andaaza Guftgoo Se Hota Hai.
खामोशी छुपाती है ऐब और हुनर दोनों,
शख्सियत का अंदाजा गुफ्तगू से होता है।

Advertisement

Rehne De Kuchh Baatein Yoon Hi Ankahi Si,
Kuchh Jawaab
Teri-Meri Khamoshi Mein Atke Hi Achchhe Hain.
रहने दे कुछ बाते यूँ ही अनकही सी,
कुछ जवाब
तेरी-मेरी खामोशी में अटके ही अच्छे हैं।

Kya Ghazab Hai Uski Khamoshi,
Mujhse Baatein Hajaar Karti Hai.
क्या गजब है उसकी खामोशी,
मुझ से बातें हजार करती है।

Advertisement
Advertisement