Jis Dil Mein Nafrat

Advertisement

Mat Rakh Itni Nafraten Apne Dil Mein-e-Insaan,
Jis Dil Mein Nafrat Hoti Hai Us Dil Mein Rab Nahi Basta.

मत रख इतनी नफ़रतें अपने दिल में ए इंसान,
जिस दिल में नफरत होती है उस दिल में रब नहीं बसता।

Nafrat Shayari - Jis Dil Mein Nafrat

Lekar Ke Mera Naam Mujhe Kosta To Hai,
Nafrat Hi Sahi, Par Vah Mujhe Sochta To Hai.

लेकर के मेरा नाम मुझे कोसता तो है,
नफरत ही सही, पर वह मुझे सोचता तो है।

Wo Waqt Gujar Gaya Jab Mujhe Teri Aarzoo Thi,
Ab Tu Khuda Bhi Ban Jaye To Main Sazda Na Karoon.

Advertisement

वो वक़्त गुजर गया जब मुझे तेरी आरज़ू थी,
अब तू खुदा भी बन जाए तो मैं सज़दा न करूँ।

Nafrat Karne Wale Bhi Gazab Ka Pyar Karte Hain Mujhse,
Jab Bhi Milte Hain Kahte Hain Ki Tujhe Chhodenge Nahin.

नफरत करने वाले भी गज़ब का प्यार करते हैं मुझसे,
जब भी मिलते हैं कहते हैं कि तुझे छोड़ेंगे नहीं ।

Teri Nafraton Ko Pyaar Ki Khushbu Bana Deta,
Mere Bas Mein Agar Hota Tujhe Urdu Sikha Deta.

तेरी नफरतों को प्यार की खुशबु बना देता,
मेरे बस में अगर होता तुझे उर्दू सिखा देता।

Advertisement
Advertisement