Ye Waqt Waqt Ki Baat Hai

Advertisement

Jisko Jo Kahana Hai Kahane Do Apna Kya Jata Hai,
Ye Waqt Waqt Ki Baat Hai Aur Waqt Sabka Aata Hai.
जिसको जो कहना है कहने दो अपना क्या जाता है,
ये वक्त वक्त की बात है और वक्त सबका आता है।

Waqt Waqt Ki Baat Hai - Waqt Shayari

Muddaton Baad Hamne Samjha To Kya Samjha,
Ham Ek Jarurat The, Jo Waqt Ke Sath Khatm Ho Gai.
मुद्दतों बाद हमने समझा तो क्या समझा,
हम एक जरुरत थे, जो वक्त के साथ ख़त्म हो गई।

Badalte Waqt Ke Saath To Badla Hai,
Ye Ishq Hai Tera Ya Phir Badla Hai.
बदलते वक्त के साथ तू बदला है,
ये इश्क है तेरा या फिर बदला है।

Na Jane Waqt Khafa Hai Ya Khuda Naraj Hai Hamse,
Dam Tod Deti Hai Har Khushi, Mere Ghar Tak Aate Aate.
ना जाने वक्त खफा है या खुदा नाराज है हमसे,
दम तोड़ देती है हर खुशी, मेरे घर तक आते आते।

Advertisement

Gujar Gaya Waqt Jab Ham Tumhare Talvgaar The,
Ab Zindagi Ban Jao To Bhi Ham Kabool Nahin Karenge .
गुजर गया वक्त जब हम तुम्हारे तलवगार थे,
अब जिंदगी बन जाओ तो भी हम कबूल नहीं करेंगे ।

Abhi Kuchh Waqt Baki Hai Abhi Ummeed Kayam Hai,
Kaheen Se Laut Aao Tum Mohabbat Saans Leti Hai.
अभी कुछ वक्त बाकी है अभी उम्मीद कायम है,
कहीं से लौट आओ तुम मोहब्बत सांस लेती है।

Ham Waqt Gujarne Ke Liye Doston Ko Nahin Rakhte,
Doston Ke Saath Rahne Ke Liye Waqt Rakhte Hain.
हम वक्त गुजारने के लिए दोस्तों को नहीं रखते,
दोस्तों के साथ रहने के लिए वक्त रखते है ।

Shikayat Tumhe Waqt Se Nahin Khud Se Hogi,
Ki Mohbbat Samne Thi, Tum Duniya Mein Uljhi Rahi.
कायत तुम्हे वक्त से नहीं खुद से होगी, कि
मोहब्बत सामने थी, तुम दुनिया में उलझी रही।

Mere Sath Baith Kar Waqt Bhi Roya,
Ek Din Bola Banda Tu Theek Hai
Main Hi Kharab Chal Raha Hoon.
मेरे साथ बैठ कर वक़्त भी रोया,
एक दिन बोला बन्दा तू ठीक है
मैं ही ख़राब चल रहा हूँ।

Advertisement
Advertisement