Aawaargi Shayari Collection

Advertisement

Ajeeb Fursat-E-Aawaargi Mili Hai Mujhe Sanam,
Bichhad Ke Tujhse Zamane Ka Khauf Nahin Hai Koi.

अजीब फ़ुर्सत-ए-आवारगी मिली है मुझे सनम,
बिछड़ के तुझसे ज़माने का खौफ नहीं है कोई।

Tere Didar Ke Liye Aate Hai Teri Galiyon Mein,
Warna Aawaargi Ke Liye To Pura Shaher Pada Hai.

तेरे दीदार के लिए आते है तेरी गलियों में,
वरना आवारगी के लिए तो पूरा शहर पड़ा है।

Sare Bazaar Niklu To Aawaargi Ki Tohmat,
Tanhai Mein Baithu To Ilzaam-E-Mohabbat.

सरे बाजार निकलू तो आवारगी की तोहमत,
तन्हाई में बैठू तो इल्ज़ाम-ए-मोहब्बत।

Advertisement

Meri Aawaargi Mein Kuchh Kasoor Tera Bhi Hai Ai Sanam,
Jab Teri Yaad Aati Hai To Ghar Achchha Nahin Lagta.

मेरी आवारगी में कुछ कसूर तेरा भी है ऐ सनम,
जब तेरी याद आती है तो घर अच्छा नहीं लगता।

Aawaargi Ki Zindgi To Zindagi Bhar Chalti Rahi,
Kahin Par Bhi Magar Mohabbat Ka Basera Nahin Nikla.

आवारगी की जिंदगी तो जिंदगी भर चलती रही,
कहीं पर भी मगर मोहब्बत का बसेरा नहीं निकला।

Zindgi Ko Thukra Kar Aashiqi Karta Hoon,
Aawaargi Ki Umr Mein Shayari Karta Hoon.

ज़िन्दगी को ठुकरा कर आशिकी करता हूँ,
आवारगी की उम्र में शायरी करता हूँ।

Advertisement
Advertisement