SHAYARIFY

Mere Gam Ki Kahani

Chaha Tha Mukammal Ho Mere Gam Ki Kahani,
Main Likh Na Saka Kuchh Bhi Tere Naam Se Aage.

चाहा था मुक्कमल हो मेरे गम की कहानी,
मैं लिख ना सका कुछ भी तेरे नाम से आगे।

Tum To Dar Gaye Hamari Ek Hi Kasam Se,
Hame To Tumhari Kasam Dekar Hajaro Ne Loota Hai.

तुम तो डर गये हमारी एक ही कसम से,
हमे तो तुम्हारी कसम देकर हजारो ने लूटा है।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Mahafil Lagi Bad-Duaon Ki

Mahafil Lagi Thi
Bad-Duaon Ki,
Hamane Bhi Dil Se Kaha
Use Ishq Ho, Use Ishq Ho, Use Ishq Ho...

महफिल लगी थी
बद-दुआओं की,
हमने भी दिल से कहा,
उसे इश्क़ हो, उसे इश्क़ हो, उसे इश्क़ हो...

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Mohabbat Lauta Nahin Karti

Agar Neend Aa Jaaye To, So Bhi Liya Karo,
Raaton Ko Jagne Se, Mohabbat Lauta Nahin Karti.

अगर नींद आ जाये तो, सो भी लिया करो,
रातों को जागने से, मोहब्बत लौटा नहीं करती।

Kuchh Haar Gayi Takadeer Kuchh Toot Gaye Sapne,
Kuchh Gairon Ne Kiya Barbaad Kuchh Bhool Gaye Apne.

कुछ हार गई तकदीर कुछ टूट गये सपने,
कुछ गैरों ने किया बरबाद कुछ भूल गये अपने।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Aansuo Ko Chhupa Kar Rakhte Hain

Dil Mein Har Raaz Daba Kar Rakhte Hain,
Honthon Pe Muskurahat Saza Ke Rakhte Hain,
Yeh Duniya Sirf Khushi Mein Saath Deti Hai,
Isliye Ham Apne Aansuo Ko Chhupa Kar Rakhte Hain.

दिल में हर राज़ दबा कर रखते हैं,
होंठों पे मुस्कुराहट सज़ा के रखते हैं,
यह दुनिया सिर्फ ख़ुशी में साथ देती है,
इसलिए हम अपने आँसुओं को छुपा कर रखते हैं।

Aansu Shayari in Hindi

Best Aansoo Shayari Hindi

Koi Duhkh Basa Hai Unki Aankhon Mein Shayad,
Ya Mujhe Khud Hi Vaham Sa Hua Hai Shayad,
Jab Poochha Kya Bhool Gaye Ho Hame Tum,
Ponchh Kar Aansoo Apni Aankh Se Usne Bhi Kaha Shayad.

कोई दुःख बसा है उनकी आँखों में शायद,
या मुझे खुद ही वहम सा हुआ है शायद,
जब पूछा क्या भूल गए हो हमे तुम,
पोंछ कर आँसू अपनी आँख से उसने भी कहा शायद।

Dil Ki Baat Hothon Par Laakar Ab Tak Ham Duhkh Sahte Hain,
Ham Ne Suna Tha Is Zamane Mein Dil Wale Bhi Rahte Hain,
Beet Gaya Saavan Ka Maheena Mausam Ne Nazren Badalin,
Lekin In Pyasi Aankhon Se Ab Tak Aansoo Bahte Hain.
~ Habib Jalib

दिल की बात होंठो पर लाकर अब तक हम दुःख सहते हैं,
हम ने सुना था इस ज़माने में दिल वाले भी रहते हैं,
बीत गया सावन का महीना मौसम ने नज़रें बदलीं,
लेकिन इन प्यासी आँखों से अब तक आँसू बहते हैं।
~ Habib Jalib

Advertisement

Sheeshe Sa Na Banaya Hota

Ai Khuda Log Banane The Pathar Ke Agar To
Mere Ehsaas Ko Sheeshe Sa Na Banaya Hota.

ऐ खुदा लोग बनाने थे पत्थर के अगर तो
मेरे एहसास को शीशे सा न बनाया होता।

Ai Mohabbat Tu Sharm Se Doob Mar,
Tu Ek Shakhs Ko Mera Na Kar Saki.

ऐ मोहब्बत तू शर्म से डूब मर,
तू एक शख्स को मेरा ना कर सकी।

[ Read more Shayari → ]