Jara Si Aahat Par

Advertisement

Ye Gandagi To Mahal Walon Ne Failai Hai Saahab,
Vrana Gareeb To Sadkon Se Thailiyan Tak Utha Lete Hain.

ये गंदगी तो महल वालों ने फैलाई है साहब,
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं।

Gareeb To Sadko Par -Gareebi Shayari

Jara Si Aahat Par Jaag Jaata Hai Wo Raato Ko,
Ai Khuda Gareeb Ko Beti De To Darvaza Bhi De.

जरा सी आहट पर जाग जाता है वो रातो को,
ऐ खुदा गरीब को बेटी दे तो दरवाज़ा भी दे।

Advertisement

Marham Laga Sako To Kisi Gareeb Ke Jakhmo Par Laga Dena,
Hakeem Bahut Hain Bazaar Mein Ameeron Ke Ilaaj Ke Khaatir.

मरहम लगा सको तो किसी गरीब के जख्मों पर लगा देना,
हकीम बहुत हैं बाजार में अमीरों के इलाज के खातिर।

Rajai Ki Rut Gareebi Ke Aangan Mein Dastak Deti Hai,
Jeb Garam Rakhne Wale Thand Se Nahin Marte.

रजाई की रुत गरीबी के आँगन में दस्तक देती है,
जेब गरम रखने वाले ठण्ड से नहीं मरते।

Yahan Gareeb Ko Marne Ki Isaliye Bhi Jaldi Hai Sahab,
Kahin Jindgi Ki Kashmkash Mein Kafan Mahnga Na Ho Jae.

यहाँ गरीब को मरने की इसलिए भी जल्दी है साहब,
कहीं जिन्दगी की कशमकश में कफ़न महँगा ना हो जाए।

Advertisement
Advertisement