SHAYARIFY

Tere Aaspas Rahun Shayari

Nahin Hai Ab Koi Justaju Is Dil Mein E Sanam,
Meri Pahli Aur Aakhiri Aarzoo Bas Tum Ho.

नहीं है अब कोई जुस्तजू इस दिल में ए सनम,
मेरी पहली और आखिरी आरज़ू बस तुम हो।

Bas Tum Ho Most Romantic Shayari For Lover

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Sukh Ki Talash Mein

Main Nikla Sukh Ki Talash Mein Raste Mein Khade Dukho Ne Kaha,
Hamein Saath Liye Bina Sukhon Ka Pata Nahin Milta Janaab.

मैं निकला सुख की तलाश में रस्ते में खड़े दुखो ने कहा,
हमें साथ लिए बिना सुखों का पता नहीं मिलता जनाब।

Koi Tere Saath Nahin To Bhi Gam Na Kar,
Khud Se Badhkar Duniyan Mein, Koi Hamsafar Nahi Hota.

कोई तेरे साथ नहीं तो भी गम ना कर,
खुद से बढ़कर दुनियां में कोई हमसफर नहीं होता।

Dard To Koi Samajhe Akhbaar Bechne Wale Ka
Khabar Bechne Wale Ki Khabar Koi Nahin Rakhta.

दर्द तो कोई समझे अख़बार बेचने वाले का
ख़बर बेचने वाले की ख़बर कोई नहीं रखता।

Kacchi Mitti Ka Bana Hota Hai Ummido Ka Ghar,
Dhah Jata Hai Hakikat Ki Barish Me Aksar.

कच्ची मिट्टी का बना होता है उम्मीदों का घर,
ढह जाता है हकीकत की बारिश में अक्सर।

Advertisement

Chhup Ke Teri Tasviren

Chhup Ke Teri Tasviren Dekhta Hun,
Beshak Tu Khubsoorat Aaj Bhi Hai,
Par Chehre Par Wo Muskaan Nahin,
Jo Main Laya Karta Tha.

छुप के तेरी तस्वीरें देखता हूँ,
बेशक तू ख़ूबसूरत आज भी है,
पर चेहरे पर वो मुस्कान नहीं,
जो मैं लाया करता था।

Advertisement

Unki Marji Ka Intezaar

Unki Apni Marji Ho,
To Wo Humse Baat Karte Hain,
Aur Humara Pagalpan Dekho Ki
Sara Din Unki Marji Ka Intezaar Karte Hain.

उनकी अपनी मरजी हो,
तो वो हमसे बात करते है,
और हमारा पागलपन देखो क़ि
सारा दिन उनकी मरजी का इंतजार करते है।

[ Read more Shayari → ]

Advertisement

Is Se Behtar Ibadat

Hamne Roti Huyi Aankhon Ko Hasaya Hai Sada,
Is Se Behtar Ibadat To Nahin Hogi Hamse.

हम ने रोती हुई आँखों को हँसाया है सदा,
इस से बेहतर इबादत तो नहीं होगी हमसे।

Kaun Kaisa Hai Ye Hi Fikr Rahi Tamaam Umr,
Ham Kaise Hain Ye Kabhi Bhool Kar Bhi Nahi Socha.

कौन कैसा है ये ही फ़िक्र रही तमाम उम्र,
हम कैसे हैं ये कभी भूल कर भी नही सोचा।

Seekh Nahin Pa Raha Hun Meethe Jhooth Bolane Ka Hunar,
Kadave Sach Se Hamse Na Jane Kitne Log Rooth Gaye.

सीख नहीं पा रहा हूँ मीठे झूठ बोलने का हुनर,
कड़वे सच से हमसे न जाने कितने लोग रूठ गये।

Yahaan Sab Khamosh Hain Koi Aawaaz Nahin Karta,
Sach Bolkar Koi, Kisi Ko Naraaz Nahin Karta.

यहाँ सब खामोश हैं कोई आवाज़ नहीं करता,
सच बोलकर कोई, किसी को नाराज़ नहीं करता।